Allahabad Mein Paida Huyi Lyrics in Hindi – Jaan-e-Man

Allahabad Mein Paida Huyi Lyrics from is Hindi song sung by and music is given by . Allahabad Mein Paida Huyi song lyrics are written by . Jaan-e-Man is a Hindi movie starring Dev Anand, Hema Malini and Premnath.

Allahabad Mein Paida Huyi Song Detail

Song Title Allahabad Mein Paida Huyi
Album Jaan-e-Man (1976)
Singer Lata Mangeshkar
Lyricist Anand Bakshi
Musician Laxmikant Pyarelal
Star Cast Dev Anand, Hema Malini, Premnath etc.
▶ See the music video of Allahabad Mein Paida Huyi Song on Lata Mangeshkar Official YouTube channel for your reference and song details.

Allahabad Mein Paida Huyi Lyrics in Hindi

तुम्हारे गुण गाते गाते
दिन बीता रैन आ ढली
कब लोगे प्रभु मोरी खबरिया
देर बहुत हो चली

इलाहाबाद में पैदा हुई
इलाहाबाद में पैदा हुई
मैं जबलपुर में पली
अब बंबई है अड्डा मेरा
यह बदनाम सी गली
के मेरा नाम हाय राम हाय रामकली
के मेरा नाम हाय राम हाय रामकली

इलाहाबाद में पैदा हुई
मैं जबलपुर में पली
अब बंबई है अड्डा मेरा
यह बदनाम सी गली
के मेरा नाम हाय राम हाय रामकली
के मेरा नाम हाय राम हाय रामकली

कैसे आई कहां आई
यह जवानी मत पूछो
कैसे आई हाँ
कैसे आई कहां आई
यह जवानी मत पूछो
शरम आती है तौबा
यह कहानी मत पूछो

शालिमार के बाग में खिल के
बनी फूल यह कली
अब बंबई है अड्डा मेरा
यह बदनाम सी गली
के मेरा नाम हाय राम हाय रामकली
के मेरा नाम हाय राम हाय रामकली

आ कहां से यह सोज़ आया
कहां से साद मैंने की
आ कहां से यह सोज़ आया
कहां से साद मैंने की के

अर्ज़ किया है बड़े बड़े उस्तादों से
यह अंदाज़ मैंने सीखे
नई नई पुरानी दिल्ली की सड़कों
पर भी मैं चली
अब बंबई है अड्डा मेरा
यह बदनाम सी गली
के मेरा नाम हाय राम हाय रामकली
के मेरा नाम हाय राम हाय रामकली

रब झूठ ना बुलाये
कद्रदान हर जगह हैं
रब झूठ ना बुलाये
कद्रदान हर जगह हैं
मेहरबानों मेरे मेहरबान हर जगह हैं
तो रब झूठ ना बुलाये
कद्रदान हर जगह हैं

लखनऊ के रंगीन शहर में
शमा मैं बनके जली
अब बंबई है अड्डा मेरा
यह बदनाम सी गली
के मेरा नाम हाय राम हाय रामकली
के मेरा नाम हाय राम हाय रामकली

इलाहाबाद में पैदा हुई
मैं जबलपुर में पली
अब बंबई है अड्डा मेरा
यह बदनाम सी गली
के मेरा नाम हाय राम हाय रामकली
के मेरा नाम हाय राम हाय रामकली

Allahabad Mein Paida Huyi Lyrics

Tumhare gunn gaate gaate
Din beeta rain aa dhali
Kab loge prabhu mori khabariya
Der bohat ho chali

Allahabad mein paida huyi
Allahabad mein paida huyi
Main Jabalpur mein pali
Ab Bambai hai adda mera
Yeh badnaam si gali
Ke mera naam haye Ram haye Ramkali

Ke mera naam haye Ram haye Ramkali

Allahabad mein paida huyi
Main Jabalpur mein pali
Ab Bambai hai adda mera
Yeh badnaam si gali
Ke mera naam haye Ram haye Ramkali
Ke mera naam haye Ram haye Ramkali

Kaise aayi kahan aayi
Yeh jawani mat poochho
Kaise aayi haan
Kaise aayi kahan aayi
Yeh jawani mat poochho
Sharam aati hai tauba
Yeh kahani mat poochho

Shalimaar ke baag mein khil ke
Bani phool yeh kali
Ab Bambai hai adda mera
Yeh badnaam si gali
Ke mera naam haye Ram haye Ramkali
Ke mera naam haye Ram haye Ramkali

Aa kahan se yeh soz aaya
Kahan se saad maine ki
Aa kahan se yeh soz aaya
Kahan se saad maine ki ke

Arz kiya hai bade bade ustadon se
Yeh andaaz maine seekhe
Nayi nayi purani Dilli ki sadkon
Par bhi main chali
Ab Bambai hai adda mera
Yeh badnaam si gali
Ke mera naam haye Ram haye Ramkali
Ke mera naam haye Ram haye Ramkali

Rab jhooth na bulaye
Kadardaan har jagah hain
Rab jhooth na bulaye
Kadardaan har jagah hain
Meharbano mere meharban har jagah hain
To rab jhooth na bulaye
Kadardaan har jagah hain

Lucknow ke rangeen shehar mein
Shama main banke jali
Ab Bambai hai adda mera
Yeh badnaam si gali
Ke mera naam haye Ram haye Ramkali
Ke mera naam haye Ram haye Ramkali

Allahabad mein paida huyi
Main Jabalpur mein pali
Ab Bambai hai adda mera
Yeh badnaam si gali
Ke mera naam haye Ram haye Ramkali
Ke mera naam haye Ram haye Ramkali

Leave a Comment