Dariya Dil Title Song Lyrics. Dariya Dil is a Hindi song sung by Shabbir Kumar and music composed by Rajesh Roshan. Dariya Dil Title Song Lyrics are written by Indeevar. Dariya Dil is a 1988 Hindi film starring Govinda, Kimi Katkar and Roshni.
Dariya Dil Title Song Song Details
📌 Song Title | Dariya Dil Title Song |
🎞️ Album | Dariya Dil (1988) |
🎤 Singer | Shabbir Kumar |
✍️ Lyrics | Indeevar |
🎼 Music | Rajesh Roshan |
🏷️Music label | Ishtar Music |
▶ See the music video of Dariya Dil Title Song Song on Ishtar Music YouTube channel for your reference and song details. |
Dariya Dil Title Song Lyrics
Deep andheron mein rehte hain
Roshni baant’te rehte hain
Ped dhoop khud sehte hain
Chhaanv baant’te rehte hain
Jo gamm lekar dete hain khushiyan
Dariya dil unhein kehte hain
Dariya dil dariya dil
Koyi na koyi chhupa hua dukh
Har sukh ke andar hai
Seva daan hi aisa sukh hai
Jismein na dukh ka dar hai
Jismein na dukh ka dar hai
Jo gamm lekar dete hain khushiyan
Dariya dil unhein kehte hain
Dariya dil dariya dil
Saagar apne sar par kab
Ehsaan kisi ka leta hai
Leta hai nadiyon se paani to
Badle mein baadal deta hai
Badle mein baadal deta hai
Jo gamm lekar dete hain khushiyan
Dariya dil unhein kehte hain
Dariya dil dariya dil
Deep andheron mein rehte hain
Roshni baant’te rehte hain
Ped dhoop khud sehte hain
Chhaanv baant’te rehte hain
Jo gamm lekar dete hain khushiyan
Dariya dil unhein kehte hain
Dariya dil dariya dil
Dariya Dil Title Song Lyrics in Hindi
गहरे अंधेरों में रहते हैं
रौशनी बांटते रहते हैं
पेड़ धूप खुद सहते हैं
छांव बांटते रहते हैं
जो ग़म लेकर देते हैं खुशियां
दरिया दिल उन्हें कहते हैं
दरिया दिल दरिया दिल
कोई न कोई छुपा हुआ दुख
हर सुख के अंदर है
सेवा दान ही ऐसा सुख है
जिसमें न दुख का डर है
जिसमें न दुख का डर है
जो ग़म लेकर देते हैं खुशियां
दरिया दिल उन्हें कहते हैं
दरिया दिल दरिया दिल
सागर अपने सर पर कब
एहसान किसी का लेता है
लेता है नदियों से पानी तो
बदले में बादल देता है
बदले में बादल देता है
जो ग़म लेकर देते हैं खुशियां
दरिया दिल उन्हें कहते हैं
दरिया दिल दरिया दिल
गहरे अंधेरों में रहते हैं
रौशनी बांटते रहते हैं
पेड़ धूप खुद सहते हैं
छांव बांटते रहते हैं
जो ग़म लेकर देते हैं खुशियां
दरिया दिल उन्हें कहते हैं
दरिया दिल दरिया दिल