Kyun Lyrics (क्यूँ Lyrics in Hindi): The song is sung by Asim Azhar, and has music by Asim Azhar while Asim Azhar has written the Kyun Lyrics.
Kyun Song Details
📌Song Title | Kyun |
🎞️Album | Bematlab |
🎤 Singer | Asim Azhar, Talha Anjum |
✍️ Lyrics | Asim Azhar, Talha Anjum |
🎼Music | Asim Azhar |
🏷️Music Label | Asim Azhar |
▶ See the music video of Kyun Song on Asim Azhar YouTube channel for your reference and song details. |
BEMATLAB LYRICS IN ENGLISH
Bematlab hui, humari zindagi
Bematlab hui, hai saari bandagi
Kivein samjhawan tenu
Ishq da rog ae menu
Kivein samjhawan tenu
Ishq da rog ae menu
Zehmat hi sahi kya aisi berukhi
Mujhko aisi na saza de
Apne bin jeena sikha de
Yaadein saari pal mein jala de
Khoya hoon main ghar ka pata de
Hijar ke ye pal guzarne ko raazi nahi
Dil mein bedili hai bechaini khaati rahi
Khushbuein hain teri nazar kyu tu aati nahi
Dil ke baagh mein ab koyile bhi gaati nahi
Tere peeche main dewaana ik zamane se
Ik zamana mujhpe guzra tere jaane se
Rawani nahi hai saans mein
Dooba hoon jaise paani mein
Mujhe shor nahi chahiye
Gehraiyon mein jaane de
Ab mujhpe jo guzar rahi
Tumhe to koi khabar nahi
Tere tareeke hi karein benaqaab tujhe
Dil-e-betaab karein bezaar mujhe
Dil ab banjar koi zinda shajar nahi
Chand yaar hi ab dikhein mere saath mujhe
Padhein zehen mera samjh ke kitaab mujhe
Kehti ho mujhe bas jee or aap tum
Pahadon ke beech chhupa ik talaab tum
Meri mehfilon ki ronak aur adab tum
Agar main mausiqi hoon toh phir rabab tum
Ab tu bhi hai akeli and I know
Teri kul mila ke saheliyaan 2
Fake smile but the pain still shows
Tu chup rahe where you could let it go
Bekaraari hai raat bhaari hai
Chaain na mile kahin pal bhar
Rog ye tera hum pe taari hai
Chha rahi hai dil mein halchal
Vekhaan main teriyan raawan
Uth de kyun digda jaawan
Wekhaan main teriyan raawan
Tere wal main turda jaawan
Bematlab hui hamari bekhudi
Mujhko aisi na saza de
Apne bin jeena sikha de
Yaadein saari pal mein jala de
Khoya hoon main ghar ka pata de
Written by:
Asim Azhar and Talha Anjum
बेमतलब LYRICS IN HINDI
बेमतलब हुई, हमारी ज़िंदगी
बेमतलब हुई, है सारी बंदगी
किवें समझावां तेनु
इश्क़ दा रोग ए मेनू
किवें समझावां तेनु
इश्क़ दा रोग ए मेनू
ज़ेहमत ही सही क्या ऐसी बेरुख़ी
मुझको ऐसी न सज़ा दे
अपने बिन जीना सिखा दे
यादें सारी पल में जला दे
खोया हूँ मैं घर का पता दे
हिजर के ये पल गुज़रने को राज़ी नहीं
दिल में बेदिली है बेचैनी खाती रही
खुशबुएं हैं तेरी नज़र क्यूं तू आती नहीं
दिल के बाग़ में अब कोयले भी गाती नहीं
तेरे पीछे मैं दीवाना इक ज़माने से
इक ज़माना मुझपे गुज़रा तेरे जाने से
रवानी नहीं है सांस में
डूबा हूँ जैसे पानी में
मुझे शोर नहीं चाहिए
गहराइयों में जाने दे
अब मुझपे जो गुज़र रही
तुम्हे तो कोई ख़बर नहीं
तेरे तरीके ही करें बेनक़ाब तुझे
दिल-ए-बेताब करें बेजार मुझे
दिल अब बंजर कोई ज़िंदा शजर नहीं
चांद यार ही अब दिखें मेरे साथ मुझे
पढ़ें जहां मेरा समझ के किताब मुझे
अब तू भी है अकेली एंड आई नो
तेरी कुल मिला के सहेलियाँ टू
फेक स्माइल बट द पेन स्टिल शोज़
तू चुप रहे व्हेरे यू कूल्ड लेट इट गो
बेकारारी है रात भारी है
चैन ना मिले कहीं पल भर
रोग ये तेरा हम पे तारी है
छा रही है दिल में हलचल
वेखांगा मैंनूं छड़ के
तू की ए कर लेहंदा
जे अपना तू केहंदा
जे अपना तू केहंदा
बेमतलब हुई हमारी बेख़ुदी
मुझको ऐसी न सज़ा दे
अपने बिन जीना सिखा दे
यादें सारी पल में जला दे
खोया हूँ मैं घर का पता दे
Written by:
Asim Azhar and Talha Anjum